Facebook status remixed

Jisam Ki Dararo'n Se Rooh Nazar Aane Lagi,
    Bohat Andar Tak Tor Gaya Mujhe Ishq Tera __!!

Status

 Kabhi Mille Fursat To Itna Zaroor Batana,, "AY-JAANA'N"
    Wo Kon Si Mohabbat Thi Jo Hum Tumhein Na De Sake _



 Bas Yehi Soch Ker Tujhse Mohabbat Kerta Hoon Mein Faraz,
    Mera To Koi Nahi Hai Magr Tera TU Koi Ho!!



Ab Maza Aaye Ga Hum Dono'n Ki Larai Ka,,

Na ISHQ Haar Manta Hy, Na DIL Shikast Ka Aadi Hai !!


 Kaash Ke Bachpan Mein Hi Tujhe Maang Lete
    Har Cheez Mil Jaati Thi Do Aansoo Bahane Se ____!!


Usse Kaho Ke Meri Mohabbat Ko Is Tarah Na Azamaye,
    Ke Uski Aankhe Hi Taras Jayen Mujhe Dekhne Ke Liye...!!


कभी कभार रिश्तों को भी भूख लगती है।..
ज़रा प्यार ...'
परोस के तो देखिये।....💖


 माना की तुम्हारी एक आवाज़ से भीड़ उभर आती हे,
पर पगले हमारी एक ललकार
से सारी भीड़ बिखर
जाती हे


 Pagal-pan Ki Sari Lakeere'n Mere Haath Mein hi Kyun ... ?

Jis Ko Chaho'n, main hii chaho'n, main hii chaho'n kyun.


 Namak Hath Mein Le Kar Sitamgar Soochte Kiun Ho ?
    Hazaro'n Zakham Hein Dil Par Jaha'n Chaho Chirak Daalo

Comments